Roman script
ghar aaya mera pardesi pyas bujhi meri ankhiyan ki tu mere man kaa moti hai in nainan ki jyoti hai yaad hai mere bachpan ki ghar aaya mera pardesi ab dil todke mat jana rote chhod ke mat jana kasam tujhe mere ansuan ki ghar aaya mera pardesi
Explore this song
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Awara (1951)
- Composer: Shankar Jaikishan
- Lyricist: Shailendra
- Actor: Raj Kapoor
- Actor: Nargis Dutt
- Actor: Prithviraj Kapoor
- Actor: K N Singh
- Actor: Cuckoo
- Actor: B M Vyas