Roman script

gam-e- zindgani uthau kaha tak

main sadme jaaun, muskurau kaha tak

gam-e- zindgani uthau kaha tak

main sadme jaaun, muskurau kaha tak

chali aandhiya gam ki, utha hain tufa, utha hain tufa

chali aandhiya gam ki, utha hain tufa, utha hain tufa

main tufa me kashti chalau kaha se chalau kaha tak

gam-e- zindgani uthau kaha tak

main sadme jaaun, muskurau kaha tak

gam-e- zindgani uthau kaha tak

main sadme jaaun, muskurau kaha tak

bichhaye hain chun chun ke raaho me kaante

raaho me kaante

bichhaye hain chun chun ke raaho me kaante

raaho me kaante

main kaanto se daman bachau kaha tak, bachau kaha tak

gam-e- zindgani uthau kaha tak

main sadme jaaun, muskurau kaha tak

gam-e- zindgani uthau kaha tak

main sadme jaaun, muskurau kaha tak

khayalo me aake jata hain koi, jata hain koi

khayalo me aake jata hain koi, jata hain koi

main aasha ki deepak jalau kaha se, jalau kaha se

gam-e- zindgani uthau kaha tak

main sadme jaaun, muskurau kaha tak

gam-e- zindgani uthau kaha tak

main sadme jaaun, muskurau kaha tak

Explore this song