Roman script

gham de diya khushi ko mitakar chale gaye 
kyun mere dil ko thes lagakar chale gaye 
koi jane wale se kah de ye ja ke 
koi jane wale se kah de ye ja ke 
kahan chhup gaye kahan chhup gaye 
humse najre mila ke 
koi jane wale se kah de ye ja ke 
diya haay kyun dil ko gham itni jaldi 
diya haay kyun dil ko gham itni jaldi 
tumhare liye humne duniya badal di 
tumhare liye humne duniya badal di 
tumhi chal diye tumhi chal diye 
humse daaman bacha ke 
koi jane wale se kah de ye ja ke 
kahan chhup gaye kahan chhup gaye 
humse najre mila ke 
koi jane wale se kah de ye ja ke 
salamat raho tum humari duaa hai 
salamat raho tum humari duaa hai 
khushi le ke ruksat huye ho to kya hai 
khushi le ke ruksat huye ho to kya hai 
gujarenge din gujarenge din 
hum bhi aansu baha ke 
koi jane wale se kah de ye ja ke 
kahan chhup gaye kahan chhup gaye 
humse najre mila ke 
koi jane wale se kah de ye ja ke

Song details

Song video

Watch on YouTube