Roman script

ga re ga man aaj yahi 

tere din ab badal gaye

rah na udaas ho na nirash

sang me tere gaaye aakash

ga re ga man aaj yahi 

tere din ab badal gaye

rah na udaas ho na niraas

sang me tere gaaye aakash

ga re ga man aaj yahi 

jivan deti hai maa

ganga maiya si hai maa

wo hi kare partipal

dharam ki rakhwal

dharti ki mamta ka hai vishwas

wo hi kare partipal

dharam ki rakhwal

dharti ki mamta ka hai vishwas

ga re ga man aaj yahi

tu hi amrit hai maa

jag ko nit deti hai sukh maa

jag me agar maa na milti tum

jag me agar maa na milti tum

kaun mere man me karta niwas

ga re ga man aaj yahi

prem jyoti hai maa

tuhi puja ki devi hai maa

mile mujhe bar bar

madhur madhur maa ka pyar

maa se bujhi hai mere man ki ye pyas

mile mujhe bar bar

madhur madhur maa ka pyar

maa se bujhi hai mere man ki ye pyas

ga re ga man aaj yahi

aadi ant me tu hai

maa nyaay me neeti me tu hai

jisne diya hai pyar

aas ki jo bahar

mili aaj aisi mahashakti

are ga re ga man aaj yahi

tere din ab badal gaye

rah na udaas ho na nirash

sang me tere gaye aakash

ga re ga man aaj yahi

Explore this song