Roman script
gaa diwane jhum ke raat ki julfe chum ke dil bhi hai dildaar bhi hai mausam bhi hai pyar bhi hai gaa diwane jhum ke raat ki julfe chum ke dil bhi hai dildaar bhi hai mausam bhi hai pyar bhi hai gaa diwane jhum ke kal tak duniya aur thi par aaj zamana aur hai kal tak duniya aur thi par aaj zamana aur hai dil ki kahani aur hai aankho ka fasana aur hai dub nashe me chhed maje me tu koi nagma mastana gaa diwane jhum ke raat ki julfe chum ke dil bhi hai dildaar bhi hai mausam bhi hai pyar bhi hai gaa diwane jhum ke kaun ye aaya jhumta masti me kadam hai chur se kaun ye aaya jhumta masti me kadam hai chur se dekh rahe hai ye sama mud mud ke sitare dur se husn chala hai ishq se milne lekar dil ka nazrana gaa diwane jhum ke raat ki julfe chum ke dil bhi hai dildaar bhi hai mausam bhi hai pyar bhi hai gaa diwane jhum ke
Song details
- Singer: Mukesh
- Film / album: Flat No. 9 (1961)
- Composer: Usha Khanna
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
- Actor: Ashok Kumar
- Actor: Saeeda Khan
- Actor: Helen
- Actor: Dhumal
- Actor: Jagdeesh Sethi
- Actor: Tiwari
Song video
actor: Ashok Kumar, Helen, Jagdish Sethi, Sayeeda Khan