Roman script

dil mein soyi hui chingari jaga dete hain 

dil mein soyi hui chingari jaga dete hain 

fasle pyar ki kimat ko badha dete hain 

fasla to hain magar 

fasla to hain magar koi fasla nahi 

fasla to hain magar koi fasla nahi 

mujhse tum juda sahi mujhse tum juda sahi 

dil se tum juda nahi 

fasla to hain magar koi fasla nahi 

fasla to hain magar koi fasla nahi 

lijiye bula liya aapko khyal mein 

khamoshi ka to naam hota hain 

khamoshi ka to naam hota hain 

aankhon aankhon mein kaam hota hain 

lijiye bula liya aapko khyal mein 

lijiye bula liya aapko khyal mein 

ab to dekhiye humein koi dekhta nahi 

ab to dekhiye humein koi dekhta nahi 

aasmaan ki fikr kya aasmaan khafa sahi 

kuch aur kah rahi hain aankhon ki ye khumari 

kuch aur kah rahi hain aankhon ki ye khumari 

le le na jaan meinri narazagi tumhari 

aasmaan ki fikr kya aasmaan khafa sahi 

aasmaan ki fikr kya aasmaan khafa sahi 

ab ye bataiye aap khafa to nahi 

ab ye bataiye aap khafa to nahi 

aaiye zarave dil aaj hi jalaye hum 

jindagi ke kuch lamhe yadgar hote hain 

jindagi ke kuch lamhe yadgar hote hain 

laut kar nahi aate ek bar hote hain 

aaiye zarave dil aaj hi jalaye hum 

aaiye zarave dil aaj hi jalaye hum 

kaisi kal hawa chale koi janta nahi 

kaisi kal hawa chale koi janta nahi 

mujhse tum juda sahi mujhse tum juda sahi 

dil se tum juda nahi 

fasla to hain magar koi fasla nahi 

koi fasla nahi koi fasla nahi

Explore this song