Roman script

fariyad na kar aasu na baha

fariyad na kar aasu na baha

itni badi dunia me teri kaun sunega

itni badi dunia me teri kaun sunega

kaun sunega kaun sunega

fariyad na kar aasu na baha

fariyad na kar aasu na baha

kismat ne tere sine pejo, teer hai mara

teer hai mara

kismat ne tere sine pe, jo teer hai mara

sindur mitaya tera ghar bar ujada

chhin ke tujhse tere jiwan ka sahara

do pal ki suhagan tujhe kahte hai vidhwa

kahte hai vidhwa

fariyad na kar aasu na baha

fariyad na kar aasu na baha

kato bhara rashta tera jiwan ka saheli

jina hi padega tujhe duniya me akeli

bigdi hui takdir pe ab rona ye kaisa

bedard zamana teri halat pe hasega

halat pe hasega

fariyad na kar aasu na baha

fariyad na kar aasu na baha

Explore this song