Roman script

faqirana aaye sada kar chale 

faqirana aaye sada kar chale 

miya khush raho ham duaa kar chale 

miya khush raho ham duaa kar chale 

koi na ummidana karte nigaah 

koi na ummidana karte nigaah 

so tum hamse mujh bhi chhupa kar chale 

miya khush raho ham duaa kar chale 

paratish kiya tak ki ye but tujhe 

paratish kiya tak ki ye but tujhe 

nazar me sabho ki khuda kar chale 

nazar me sabho ki khuda kar chale

jabi sajda karete hi karte gayi 

jabi sajda karete hi karte gayi 

haqe bandagi ham ada kar chale 

haqe bandagi ham ada kar chale 

kahe kya jo puchhe koi hamse mir

kahe kya jo puchhe koi hamse mir 

kahe kya jo puchhe koi hamse mir 

jahan me tum aaye the kya kar chale 

jahan me tum aaye the kya kar chale 

faqirana aaye sada kar chale 

miya khush raho ham duaa kar chale 

miya khush raho ham duaa kar chale 

miya khush raho ham duaa kar chale

Explore this song