Roman script

fanwale maharaj meri rakhna tu laaj

gun gaau main aaja aaja tujhe kabse bulau main

aaja aaja tujhe kabse bulau main

fanwale maharaj meri rakhna tu laaj

gun gaau main aaja aaja tujhe kabse bulau main

aaja aaja tujhe kabse bulau main

tere fan pe jhum rahi hai kabse duniya sari

chhoti si ye baat meri kya tujhe padegi bhari

tere fan pe jhum rahi hai kabse duniya sari

chhoti si ye baat meri kya tujhe padegi bhari

bhakto ko deta amrit aur kahlata vishdhari

sabki bigdi baat bana di hai aaj hai meri bari

sun sun naagraj khali leke jholi aaj

nahi jaau main

aaja aaja tujhe kabse bulau main

aaja aaja tujhe kabse bulau main

naag devta tera rup hai jaise dhup aur chhaya

kisi ne jokham paar sahe to pyar kisi ne paya

naag devta tera rup hai jaise dhup aur chhaya

kisi ne jokham paar sahe to pyar kisi ne paya

main anath sa firu bhatakta

kisi ne na apnaya

aaj pran ki bhikh maangne dwar pe tere aaya

dukhiyara hu main bin teri

bhakti ki bin bajau main

aaja aaja tujhe kabse bulau main

aaja aaja tujhe kabse bulau main

fanwale maharaj meri rakhna tu laaj

gun gaau main aaja aaja tujhe kabse bulau main

aaja aaja tujhe kabse bulau main

Explore this song