Roman script

ye mashala hi aisa tha

ki hal na ker saka

ye mashala hi aisa tha

ki hal na ker saka

ae zindagi mai tujhko mukammal na kar saka

ye mashala hi aisa tha

ki hal na ker saka

ae zindagi mai tujhko mukammal na kar saka

falsafa yeh zindagi ka koi bhi na ab tak samjha

falsafa yeh zindagi ka koi bhi na ab tak samjah

inti sari bheed me insaa laage kitna tanha tanha sa

koi aaye koi jaye sab ke sab hai musafir

koi aaye koi jaye sab ke sab hai musafir

char dino se jayda koi rahta nahi hai haazir

ajnabi in logo me bhi laage har chehra apna sa

falsafa yeh zindagi ka

mausam ki parvah kise hai

barish ho ya sardi

mausam ki parvah kise hai

barish ho ya sardi

apne apne daftar jaane ki hain sabko hai jaldi

sabki aankho me sapne hai 

aur laage man pyasa pyasa

falsafa yeh zindagi ka

lambe safar ki khatir yu to sab ke sab aate hai

lambe safar ki khatir yu to sab ke sab aate hai

kai musafir raste me hi chup se utar jate hai

udh jata hai ruh ka panchi

mil jaye mauka jo jara sa

falsafa yeh zindagi ka

falsafa yeh zindagi ka koi bhi na ab tak samjha

falsafa yeh zindagi ka koi bhi na ab tak samjha

inti sari bheed me insaa laage kitna tanha tanha sa

falsafa yeh zindagi ka

Explore this song