Roman script

ek tha raja ek thi rani aao sunau unki kahani

ek tha raja ek thi rani aao sunau unki kahani

ek tha raja ek thi rani aao sunau unki kahani

the wo bachpan ke sathi ek duje ke diwane

khela karte the milkar milkar gate the gane

milkar gate the gane din the wo ujale 

rat thi suhani aao sunau unki kahani

ek tha raja ek thi rani aao sunau unki kahani

wo ude badlo ke sang wo inderdhaus pe jhule

pariyo ke desh me pahunche

wo is dunia ko bhule wo is dunia ko bhule

bat hai kal ki par hai purani aao sunau unki kahani

ek tha raja ek thi rani aao sunau unki kahani

ik din dono ne milkar kagaj ki naaw bahayi

wo naw bahi dam bhar ko

phir jor ki andhi ayi phir jor ki andhi ayi

naw to kho gayi bah gaya pani

aao sunau unki kahani 

ek tha raja ek thi rani aao sunau unki kahani

ek tha raja ek thi rani ek tha raja ek thi rani

Explore this song