Roman script

ek nazar teri ek nazar meri

ek nazar teri ek nazar meri

jab takrai main sharmai

tum hi bata do kyu 

dekha tumhe jabse chain nahi tabse

dil mastana ban diwana

tum hi bata do kyu 

kaali julfe hatao

chand ko na chhupao

hum bhi dekhe kya hain jalwa

humse na sharmao

dil ki dhadkan meri

aaj badhti jaye

pyar tera kaun jane kyu mujhko tadapaye

ek nazar teri ek nazar meri

jab takrai main sharmai

tum hi bata do kyu 

dekha tumhe jabse chain nahi tabse

dil mastana ban diwana

tum hi bata do kyu 

mahki mahki hawayein

de rahi hain sadayein

aaj hanske daal bhi do

mere gale me baahe 

dil ye chahe mera chhute sath na tera

aisi ho raat ye milan ki

kabhi na aaye savera

tum hi bata do kyu 

ek nazar teri ek nazar meri

jab takrai main sharmai

tum hi bata do kyu

Explore this song