Roman script

na ho bas me tere kuch bhi mana
tera dharam hai apna karam nibhana
na ho bas me tere kuch bhi mana
tera dharam hai apna karam nibhana
tere pichhe matwale sab soche jagwale
aaya tha is duniya me koi mastana trampam
har dil ko teri yaad, aaye tere bad 
itna to karta ja, phir duniya se dol 
ek din bik jayega, mati ke mol
jag me rah jayenge, pyare tere bol
duje ke hotho ko, dekar apane git
koi nishani chhod , phir duniya se dol
ek din bik jayega, mati ke mol
jag me rah jayenge, pyare tere bol
na ho bas me tere kuch bhi mana
tera dharam hai apna karam nibhana
na ho bas me tere kuch bhi mana
tera dharam hai apna karam nibhana
tere pichhe matwale sab soche jagwale
aaya tha is duniya me koi mastana trampam
har dil ko teri yaad, aaye tere bad 
itna to karta ja, phir duniya se dol 
ek din bik jayega, mati ke mol
jag me rah jayenge, pyare tere bol
ek din bik jayega, mati ke mol
jag me rah jayenge, pyare tere bol
duje ke hotho ko, dekar apane git
koi nishani chhod , phir duniya se dol

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Sushma Shrestha, Mukesh, Kishore Kumar