Roman script

ek bechara bachpan tha

aur bachpan paar jawani 

suno ek maina ki kahani 

ek maina ki kahani 

suno ek maina ki kahani 

ek maina ki kahani 

bachapan ke nire chhan ginti thi 

ek kali khili aur phul bani 

maina ki masum nigahe 

muskurai to bhul bani 

fir chandi ki chaund dekh kar 

mamta nata tod gayi 

door kahi se bas maina 

gulshan ko rota chhod gayi 

sone ke shasan mein duni 

suno ek maina ki kahani 

ek maina ki kahani 

maina ko pinjare mein chhod 

kayi yaad jaha ko chhod gaya 

potar tanhai se 

man om rista jod gaya 

bida mein jo phul bani 

uske paas hai jawani 

suno ek maina ki kahani 

ek maina ki kahani 

fir ek udta panchhi aaya 

us ghar ki deewaro mein 

kuch hasrat ke phul hanse 

mayus huye guljaro mein 

dekh ke us panchhi ki surat 

apni jaan lut baithi

man ka mit samjh kar usko 

naina dhokha kha baithi 

patthar ke panchhi ne uske 

man ki pid na jani 

suno ek maina ki kahani 

ek maina ki kahani

Explore this song