Roman script
bato bato me mere dil ko churaya tumne kaun ho tum kaun ho tum mujhko rato me bahut der jagaya tumne kaun ho tum kaun ho tum meri raaho me naye phul khilaye tumne meri raaho me naye phul khilaye tumne meri aankho ko naye khwab dikhaye tumne meri tanhai ko khusiyo se basaya tumne kaun ho tum kaun ho tum jindagi jhul gayi aaj meri baho me jindagi jhul gayi aaj meri baho me maine takdir basa li hai in nigaho me meri bikhri hui dunia ko sajaya tumne kaun ho tum kaun ho tum
Song details
- Singer: Usha Mangeshkar
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Hum Junglee Hain (1973)
- Composer: Vedpal Varma
- Lyricist: Vedpal Varma
Song video
singer: Usha Mangeshkar, Mohammed Rafi