Roman script

chaand khila tare khila

jiwan sathi dhundhne ki raat aa gayi re

chaand khila tare khila

jiwan sathi dhundhne ki raat aa gayi re

beet na jaaye raat ke saaye

haule haule paanv dabaaye

beet na jaaye raat ke saaye

haule haule paanv dabaaye

thaam le baiyaan o more saiyaan

kaahe ko tera ji ghabraaye

thaam le baiyaan o more saiyaan

kaahe ko tera ji ghabraaye

teri meri ye prem kahani

aaj adhuri rah na jaaye

chaand khila tare khila

jiwan sathi dhundhne ki raat aa gayi re

nili nili raat nashili

dil hai bekraar aaja kar le pyaar

ho nili nili raat nashili

o dil hai bekraar aaja kar le pyaar

ye jawani me dil na jala

ye jawani na hongi sada

aa bhi ja, aa bhi ja, aa bhi ja

soneya, sathiya, beliya

chaand khila tare khila

jiwan sathi dhundhne ki raat aa gayi re

aai aai re punam ki raat o piya

aaja kar le milan ki baat piya

seene se laga le aaj mujhe

hontho pe rakh de hath apne

ha ha hath apne

aaj mauka bhi hai

aur riwaaz bhi hai

aa sach kar le jiwan sapne

aa sach kar le jiwan sapne

aai bahaar aai mastana pyaar laai

dil me tu dil ko daal de re

arama dil ke nikaal de

tu mere liye main tere liye

tu mere liye main tere liye

ye raat hai tere mere liye

ye raat hai tere mere liye

chaand khila taare khile

jiwan sathi dhundhne ki raat aa gayi re

Explore this song