Roman script

ek baar chale aao  phir chaahe na aanaa

kuchh tum bhi mere dil ki bechainiyaan le jaao

tasabir muhabbat ki ham ne to banaa daali

mit jaaye to daamanase tum us ko mitaa jaao

jo kahane ko ji chaahe lekin na kahi jaaye

wo kis ki kahaani hai itanaa to bataa jaao

mushkil se jo roke hai wo ashk na bah jaaye

itanaa to in aankho ko samajhaane chale aao

the next stanza is noted in the film's booklet

but it was not included on the 78

hun shamaa magar jisane parawaanaa banaa daalaa

dil jis ne jalaa daalaa wo aag bujhaa jaao

Explore this song