Roman script

ek anjaan si kami kyu hai 

ek anjaan si kami kyu hai 

be sabab aankh me nami kyu hai 

be sabab aankh me nami kyu hai 

ek anjaan si kami kyu hai 

tu chhuta mujhse jis tarah hai par 

tu chhuta mujhse jis tarah hai par 

meri duniya wahi thami kyon hai 

meri duniya wahi thami kyon hai 

jane kya yaad aa gaya unko 

jane kya yaad aa gaya unko 

unki beshaani sabnami kyon hai 

unki beshaani sabnami kyon hai 

zaam me kaaz ahtimam nahi 

zaam me kaaz ahtimam nahi 

bazm yaaro ki phir zami kyon hai 

bazm yaaro ki phir zami kyon hai 

be sabab aankh me nami kyu hai 

ek anjaan si kami kyu hai 

ek anjaan si kami kyu hai

Explore this song