Roman script

ko: ek aas ek aasaraa hai tere shyaam kaa

aasaraa hai shyaam kaa

ek dip raah me jale tumhaare naam kaa

aasaraa hai shyaam kaa

teraa ye jahaan

yahaan meraa aur ko_i nahi

yahaan meraa aur ko_i nahi

su: tut gayi dor sabhi

ek aas baaki rahi

shyaam se milan ki

aa_o shyaam sundar

ab to shaam ho chali

jivan ki

more nain jhare 

naino roye jaise ghataa saavan ki

aa_o shyaam sundar 

sakhi rain ghire 

dhire dhire rain ghire

din to jaise-taise kate

kaise kate ratiyaan

nid aaye kaise jab se base

akhiyan me akhiyaan

ko_i jaane naa jaane naa

mori baat ye lagan ki

aa_o shyaam sundar

Explore this song