Roman script

das na jaaye tujhko julfe kaaliya

julfe kaaliya, kaaliya

das na jaaye tujhko julfe kaaliya

? na kijiye naajani hai kaaliya

? na kijiye naajani hai kaaliya

das na jaaye tujhko julfe kaaliya

julfe kaaliya, kaaliya

das na jaaye tujhko julfe kaaliya

teri mast aankho ke bhaure dekh kar

teri mast aankho ke bhaure dekh kar

teri mast aankho ke bhaure dekh kar

ud gayi phulo ke rukh se laliyaan

rukh se laliyaan, laaliyaan

ud gayi phulo ke rukh se laliyaan

rukh se laliyaan, laaliyaan

das na jaaye tujhko julfe kaaliya

tu agar gulshan me jana chhod de

tu agar gulshan me jana chhod de

tu agar gulshan me jana chhod de

bhul jayegi lachakna daaliyaan

lachakna daaliyaan, daaliyaan

bhul jayegi lachakna daaliyaan

lachakna daaliyaan, daaliyaan

das na jaaye tujhko julfe kaaliya

tere gulzaaro ko aksar chum kar

tere gulzaaro ko aksar chum kar

tere gulzaaro ko aksar chum kar

jhum jaati hai sunehari baaliyaa

sunehari baaliyaa, baaliyaa

jhum jaati hai sunehari baaliyaa

sunehari baaliyaa, baaliyaa

das na jaaye tujhko julfe kaaliya

Explore this song