Roman script

dunia ye kahti hai 
meri kismat me likhi wo jo piche baithi hai
mera dil ye kahta hai
din me sapna dekhe hai wo jo aage baitha hai 
ye sapna nahi jaalim 
sacchi sacchi pyar ho gaya tu kah de mujhe baalam 
jab humko na paoge
chup chup ke o pagle tum ashq bahaoge
ab dil me ye thaani hai
ye tujhe pana hai ya jaan gawani hai 
mai shor macha dungi
chup na raha jo tu mai kaid kara dungi
kah do is kafir ko
gori gori baho me kar kaid musafir ko 
tu rok khatare ko 
main tere sahare ko

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur