Roman script
dunia walo se dur jalne walo se dur aaja aaja chale kahi dur, kahi dur, kahi dur dunia walo se dur jalne walo se dur aaja aaja chale kahi dur, kahi dur, kahi dur wo pyar ka jahan hai, har dil pe meharban hai kuch aur ye jamin hai, kuch aur aasman hai na julm ka nishan hai, na gam ki dasta hai har koi jisko samajhe wo pyar ki juba hai dunia walo se dur jalne walo se dur aaja aaja chale kahi dur, kahi dur, kahi dur ulfat ki ragini me mastani bekhudi me so jayenge do dil ulfat ki chandni me phir kya karegi dunia , jal jal maregi dunia taro me do sitare dekha karegi dunia dunia walo se dur jalne walo se dur aaja aaja chale kahi dur, kahi dur, kahi dur hatho me hath dale khud ko bina sambhale niklenge ham jidhar se ho jayenge ujale chanda kahega haskar sine par hath rakhkar wo ja rahe hai dekho do pyar karne wale dunia walo se dur jalne walo se dur aaja aaja chale kahi dur, kahi dur, kahi dur
Song details
- Singer: Mukesh
- Film / album: Ujala (1959)
- Composer: Shankar Jaikishan
- Lyricist: Shailendra
- Actor: Shammi Kapoor
- Actor: Mala Sinha
- Actor: Raaj Kumar
- Actor: Kumkum
- Actor: Leela Chitnis
- Actor: Dhumal
- Actor: Tun Tun
- Actor: Indu Shivraj
- Actor: Rajen Kapoor
- Actor: Ramesh Sinha
- Actor: Rafiq
- Actor: Suresh
- Actor: Ratna
- Actor: Rajendra
- Actor: Mahendra
- Actor: Shyam Kumar
- Actor: Raja
- Actor: Gopal
- Actor: Baby Shobha
Song video
actor: Shammi Kapoor, Mala Sinha