Roman script

duniya se ja raha hu duniya ke gham utha ke

duniya se ja raha hu duniya ke gham utha ke

kaati hai zindgani aansu baha baha ke

duniya se ja raha hu

takraya aandhiyo se taqat rahi jaha tak

rakhta tujhe chhupa ke ae aarzu kahan tak

rakh di hai shama teri ab samne hawa ke

kaati hai zindgani aansu baha baha ke

duniya se ja raha hu

duniya bahut buri hai duniya me basne walo

meri tarah na rona kuch der hansne walo

roya hu zindagi bhar ek baar muskurake

kaati hai zindgani aansu baha baha ke

duniya se ja raha hu

aaya hu bahar ko mile mile andhera

hai dardo gham ne mujhko charo taraf se ghera

Explore this song