Roman script

apni mohabbato pe, tu aitbar karna

thoda sa aur mera, bas intjar karna

duniya kismat aur khuda, dusman ho jaye to kya

pyar mera jhuk sakta nahi,yaar tere kadmo siva

duniya kismat aur khuda, dusman ho jaye to kya

pyar mera jhuk sakta nahi, yaar tere kadmo ki siva

mujhe maaro mujhe parvaah nahi, maine pyar kiya hai gunah nahi

tan par kitni chote khayi, hotho per ek bhi aah nahi 

ab aur koi do saja

duniya kismat aur khuda, dusman ho jaye to kya

pyar mera jhuk sakta nahi, yaar tere kadmo ki siva

duniya kismat aur khuda, dusman ho jaye to kya

bas le ke mera naam jara, tu himmat se le kaam jara

duniya me itna jor nahi, hum duniya se kamjor nahi

duniya chhoti hai ishq bada

duniya kismat aur khuda, dusman ho jaye to kya

pyar mera jhuk sakta nahi, yaar tere kadmo ki siva

duniya kismat aur khuda, dusman ho jaye to kya

pyar mera jhuk sakta nahi, yaar tere kadmo ki siva

yaar tere kadmo ki siva, yaar tere kadmo ki siva

Explore this song