Roman script

duniya hamare pyar ki yun hi java rahe
mai bhi vahi rahu mera sajan jaha rahe 
duniya hamare pyar ki yuhi java rahe
mai bhi vahi rahu mera sajan jaha  rahe 
do din ki zindagi hai ise yuhi guzar de 
do din ki zindagi hai ise yuhi guzar de 
ujdi hui ye pyar ki rahe savar de
ujdi hui ye pyar ki rahe savar de  
ham tum yaha.n rahe na rahe is ka gam nahi 
lekin hamare pyar ka baki nisha  rahe
mai bhi vahi rahu mera sajan jaha rahe
duniya hamare pyar ki yu hi java rahe
mai bhi vahi rahu mera sajan jaha rahe
duniya me chhod jayege ham vo nishaniya
duniya me chhod jayege ham vo nishaniya
ban jayegi jo pyar ki mithi kahaniya
ban jayengi jo pyar ki mithi kahaniya
duniya hamare bad hame yu karegi yad
do pyar karane vale hai par ek ja rahe
mai bhi vahi rahu mera sajan jaha rahe
duniya hamare pyar ki yuhi java rahe
mai bhi vahi rahu mera sajan jaha rahe
duniya hamare pyar ki

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Lata Mangeshkar, Karan Deewan

actor: Nargis, Karan Dewan