Roman script

duniya hai aisi chaalbaz

duniya hai aisi chaalbaz

koi na jane iska raaz

apna banake de jaye dhokha

duniya hai aisi chaalbaz

chaalbaz are dhokhebaz o dagabaz

chaalbaz dhokhebaz dagabaz

duniya hai aisi chaalbaz

duniya hai aisi chaalbaz

koi na jane iska raaz

apna banake de jaye dhokha

duniya hai aisi chaalbaz

o bhola bhala samjho na bholi si najar ko

karti hai kaam talvar ka

aaho aaho aaho aaho aaho ji

ek hi bahane se ji ek hi nishane se

dil ye udati hai hazaar ka

aaho aaho aaho aaho aaho ji

ae marte hai hum o khud hi sanam

karo jo ishara pyar la

aisi hi najar ko kar lo idhar

hoga ehsaan sarkar ka

waah waah ye nigahe ye adaye ye andaaz

chaalbaz dhokhebaz dagabaz

duniya hai aisi chaalbaz

duniya hai aisi chaalbaz

koi na jane iska raaz

apna banake de jaye dhokha

duniya hai aisi chaalbaz

o bade bade chor dekhe sidhe sadhe rup me

karte safai baat baat me

aaho aaho aaho aaho aaho ji

kare golmaal dekho phir bhi kamaal

dekho rakhe sari duniya ko hath me

aaho aaho aaho aaho aaho ji

hey pakde gaye to are jakde gaye to

jayenge ji sidhe hawalat me

daudo aji daudo o baate sab chhodo

baitha ho na koi kahin ghaat me

jaan pahchan gaye sare khaalbad

chaalbaz dhokhebaz dagabaz

duniya hai aisi chaalbaz

duniya hai aisi chaalbaz

koi na jane iska raaz

apna banake de jaye dhokha

duniya hai aisi chaalbaz

Explore this song