Roman script

duniya badal gayi, meri duniya badal gayi

duniya badal gayi

tukde huye jigar ke, chhuri dil pe chal gayi

duniya badal gayi

duniya badal gayi, meri duniya badal gayi

duniya badal gayi

aisi chali hawa ke khushi dukh me dhal gayi

dil khak ho gaya yeh kisi ko khabar nahi

kisi ko khabar nahi

dil khak ho gaya yeh kisi ko khabar nahi

sab yeh samajh rahe hai, tamanna nikal gayi

duniya badal gayi

barabad ho gaya meri ummid kaa chaman

ummid kaa chaman

barabad ho gaya meri ummid kaa chaman

jis daal par kiya tha basera woh jal gayi

duniya badal gayi

duniya badal gayi, meri duniya badal gayi

duniya badal gayi

Explore this song