Roman script

duniya badal gayi ki mukaddar bigad gaya 

is ghar ka kya karu jo basa aur ujad gaya 

takdir aisi khadi na rahi jis ke sath sath 

kismat se ek sathi mila tha bichhad gaya 

is ghar ka kya karu jo basa aur ujad gaya 

duniya badal gayi ki mukaddar bigad gaya 

dil tutate hi dil tutate hi 

aankh se aansu tapak pade 

pani humari sari umido apr pad gaya 

duniya badal gayi ki mukaddar bigad gaya 

gam ki kuch aisi aandhi chali hum ujad gaye 

dil se har ek ummid ka dera jhad gaya 

duniya badal gayi ki mukaddar bigad gaya

Explore this song