Roman script

dulhan banungi doli chadhungi bole hamara kangna

dulha banunga ghodi chadhunga aaunga tere angna

o meri ja tujhpe sadke kurba mai tujhpe yara

meri ja tujhpe sadke kurba mai tujhpe yara

janmo ka hai nata hamara sadiyo ka hai yarana

ye rishta purana hai apna humne to hai ye jana

ab dhara kinaara tum jine ka sahara tum

maare khushi ke mar hi na jau mujhko sambhalo sajna

kal tak jo tha adhura wo aaj pura hua hai sapna

o meri ja tujhpe sadke kurba mai tujhpe yara

meri ja tujhpe sadke kurba mai tujhpe yara

dulhan banungi doli chadhungi bole hamara kangna

dulha banunga ghodi chadhunga aaunga tere angna

o meri ja tujhpe sadke kurba mai tujhpe yara

meri ja tujhpe sadke kurba mai tujhpe yara

jai ho sherawali maa di, jai ho sherawali maa di

sherawali maa hame tumne milaya hai

jai ho jyota wali mata ki vardaan ye paya hai

ab jaan rahe ya jaye koi pyar chura na paye

tufan aaye aandhi daraaye deepak jalaye rakhna

duniya se pyari duniya hamari sajni sajaye rakhna

o meri ja tujhpe sadke kurba mai tujhpe yara

meri ja tujhpe sadke kurba mai tujhpe yara

o meri ja tujhpe sadke kurba mai tujhpe yara

meri ja tujhpe sadke kurba mai tujhpe yara

Explore this song