Roman script

dooba tara ummido ka sahara chhut gaya 

dooba tara ummido ka sahara chhut gaya

jo mere hath se daman tumhara chhut gaya

o dooba tara 

geet milan ke gati duniya dekh saki na hamko

pyar pe koi bas na chala to 

pyar pe koi bas na chala to chhin liya pritam ko 

chhin liya pritam ko haye pritam ko

nagri mere armano ki zamana loot gaya

jo mere hath se daman tumhara chhut gaya

o dooba tara 

pyase ko saagar dikhla ke chhin liya kyo pani 

o jag vale o jag vale tune bhi mere 

o jag vale tune bhi mere dil ki lagi na jani 

dil ki lagi na jani haye na jani

tukde ho gaye mere dil ke nasiba phut gaya

jo mere hath se daman tumhara chhut gaya

o dooba tara

Explore this song