Roman script

dur dur se kya jata tum pas 
jo hamra aayenga
hum tumse pyar karenga
dur dur se kya jata tum pas 
jo hamra aayenga
hum tumse pyar karenga
tumhra humra pyar hua jo
daddy humra dekhenga 
to phir hum kya karenga 
tumhra humra pyar hua jo
daddy humra dekhenga 
to phir hum kya karenga 
daddy tumra friend hamra 
daddy se kya darta
arey tumra gana sunke darling 
hum to tumpe marta
daddy tumhra friend hamra 
daddy se kya darta
arey tumhra gana sunke darling 
hum to tumpe marta
bich bich tum apna mukhda 
kab tak aur chhipayenga 
hum tumse pyar karenga
tumhra humra pyar hua jo
daddy humra dekhenga 
to phir hum kya karenga 
andar se pyar kaise hoyenga
ghar se bahar to aao my sweet
hum tumko soda leman 
coffe chaye pilayenga aur
khilayenga chokalet ice cream
aankh milakar aye mr. tum 
dhokha de jayenga phir hum kya karenga
dur dur se kya gata tum pas 
jo hamra aayenga hum tumse pyar karenga
tum ne bulaya ya phir pas khdela hai 
bap re bap parda ke pichhu me se aap
are dekh ke tumko chakkar aata
tum to ek jamela hai tum to ek jamela hai
are gait dikhao humko 
ab main apna ghar jayenga
ab hum na pyar karenga
are gait dikhao humko 
ab main apna ghar jayenga
ab hum na pyar karenga
tata darling tata
ab hum kabhi nahi aayenga

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Ravi, Bela Mukherjee