Roman script

dub gaye 
dub gaye aakash ke tare jake na tum aaye 
takte takte naina hare jake na tum aaye
dub gaye aakash ke tare
rub gai bago se bahare 
rub gai bago se bahare 
fail gaye patjhad ke saye 
lekin tumko apne vade 
lekin tumko apne vade 
bhule se bhi yaad na aaye 
dub gaye dub gaye aakash ke tare
bahate bahate chand ki kashti 
dur gagan mein khone lagi
aas ki ek nanhi si kiran thi 
aas ki ek nanhi si kiran thi 
wo bhi ojhal hone lagi dub gaye 
dub gaye aakash ke tare jake na tum aaye 
takte takte naina hare jake na tum aaye
dub gaye aakash ke tare

Song details

Song video

Watch on YouTube