Roman script
he murari madhu katabh hare he nath narayan wasudew shri karishan govind hare murare he nath narayan wasudev suno karishan chand anand kand jasoda ke nand ki jai bhakto ke pal gopal lal gokul ke gwal ki jai radha ke sham anand dham shri radhe sham ki dole dole naiya dole dole dole mere jiwan ki naiya o re kanahiya lahro me khaye hichkole dole dole dole mere jiwan ki naiya o re kanahiya lahro me khaye hichkole dole dole dole dono kinaro se uthta tufan majhdar me meri nanhi si jan tera sahara hai tera hi dhyan karuna karo mujhpe karuna nidhan jisne pukara usko hi tara maine pukara na bole dole dole mere jiwan ki naiya o re kanahiya lahro me khaye hichkole dole dole dole teri daya ka sahara mile tujhsa jo khewan hara mile lahko bhawar me ghiri naw ho majhdar me bhi kinara mile sabko nachaya dukh se chudaya mere hi bandhan na khole dole dole mere jiwan ki naiya o re kanahiya lahro me khaye hichkole dole dole dole dole dole mere jiwan ki naiya o re kanahiya lahro me khaye hichkole dole dole dole re dole re dole re dole dole dole
Song details
- Singer: Mahendra Kapoor
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Piya Milan Ki Aas (1961)
- Composer: S N Tripathi
- Lyricist: Bharat Vyas
- Actor: Manoj Kumar
- Actor: Ameeta
- Actor: Jeevan
- Actor: S N Tripathi
Song video
singer: Mahendra Kapoor, Lata Mangeshkar