Roman script

do roj me wo pyar ka aalam gujar gaya

do roj me wo pyar ka aalam gujar gaya

barbaad karne aaya tha barbaad kar gaya

do roj me

bas itni si hain daasta

bachpan ke pyar ki

bas itni si hain daasta

bachpan ke pyar ki

do phul khilte khilte hi

gulshan ujad gaya

gulshan ujad gaya

do roj me wo pyar ka aalam gujar gaya

barbaad karne aaya tha barbaad kar gaya

do roj me

lekar sahaara aag ka kab tak koi jiye 

lekar sahaara aag ka kab tak koi jiye 

ae maut aa ke zindagi ka aalam gujar gaya

dil hi bhar aaya

do roj me wo pyar ka aalam gujar gaya

barbaad karne aaya tha barbaad kar gaya

do roj me

Explore this song