Roman script

do ghoont mujhe bhi pila de sharaabi

dekh phir hota hai kya 

ho, do ghoont mujhe bhi pila de sharaabi

dekh phir hota hai kya 

baalama re, zaalimaa

arrey arrey arrey arrey 

aag paani mein lagaa de zara si

dekh phir hota hai kya 

ho, do ghoont mujhe bhi pila de sharaabi

dekh phir hota hai kya 

gaaungi re, naachungi re 

tere liye aaj se main 

aaye sharam, lekin balam

mar jaungi laaj se main

gaaungi re, naachungi re 

tere liye aaj se main 

aaye sharam, lekin balam

mar jaungi laaj se main

baalama re, zaalimaa

arrey arrey arrey arrey  

laaj ka ye ghoonghat uthaa de sharaabi

dekh phir hota hai kya 

ho, do ghoont mujhe bhi pila de sharaabi

dekh phir hota hai kya 

kis kaam kaa ye jaam hai 

isme mazaa wo nahin hai 

bhar ke bhi ye khaali sa hai 

isme nashaa wo nahin hai

kis kaam kaa ye jaam hai 

isme mazaa wo nahin hai 

bhar ke bhi ye khaali sa hai 

isme nashaa wo nahin hai

saakiyaa re, saakiyaa,

arrey arrey, arrey arrey

pyaar thoda is mein milaa de sharaabi 

dekh phir hota hai kya 

ho, do ghoont mujhe bhi pila de sharaabi

dekh phir hota hai kya 

is khel kaa, is mel ka

aaye mazaa khaak aise

tadpe jiyaa aise mera 

bulbul koyee kaid jaise

is khel kaa, is mel ka

aaye mazaa khaak aise

tadpe jiyaa aise mera 

bulbul koyee kaid jaise

soniya ve raanjhiya

ek baar, ek baar, pahra hata de sharaabi 

dekh phir hota hai kya 

ho, do ghoont mujhe bhi pila de sharaabi

dekh phir hota hai kya 

baalama re, zaalimaa

arrey arrey arrey arrey 

aag paani mein lagaa de zara si

dekh phir hota hai kya 

ho, do ghoont mujhe bhi pila de sharaabi

dekh phir hota hai kya

Explore this song