Roman script

do dilo ke mil jane ka ye bahana ho gaya
do dilo ke mil jane ka ye bahana ho gaya 
ek ho gayi diwani ek diwana ho gaya 
ek ho gayi diwani ek diwana ho gaya 
do dilo ke mil jane ka ye bahana ho gaya
koi kisi se mil gaya dekho kismat ka ye khel 
bina jan pahchan ho gaya aapas me yun mil 
ha aapas me yun mil 
tire najar ka dekh lo koi nishana ho gaya 
tire najar ka dekh lo koi nishana ho gaya
ek ho gayi diwani ek diwana ho gaya 
do dilo ke mil jane ka ye bahana ho gaya 
ek anokhi dekhi humne aisi mulakat re 
aankho hi aankho me ho gayi dil se dil ki bat re
ek anokhi dekhi humne aisi mulakat re 
aankho hi aankho me ho gayi dil se dil ki bat re
ha dil se dil ki bat re 
in mast nigaho ka koi mastana ho gaya 
in mast nigaho ka koi mastana ho gaya
ek ho gayi diwani ek diwana ho gaya 
do dilo ke mil jane ka ye bahana ho gaya

Song details

Song video

Watch on YouTube