Roman script
diwano se ye mat puchho diwano se ye mat puchho diwano pe kya guzri hai, guzri hai ha unke dilo se ye puchho, armano pe kya guzri hai, guzri hai diwano se ye mat puchho auro ko pilaate rahte hai aur khud pyase rah jaate hai auro ko pilaate rahte hai aur khud pyase rah jaate hai ye pine vaale kya jaane paimaano pe kya guzri hai, guzri hai diwano se ye mat puchho maalik ne banaaya insaan ko insaan muhabbat kar baitha maalik ne banaaya insaan ko insaan muhabbat kar baitha vo upar baitha kya jaane insaano pe kya guzri hai, guzri hai ha unke dilo se ye puchho, armano pe kya guzri hai, guzri hai diwano se ye mat puchho
Song details
- Singer: Mukesh
- Film / album: Upkar (1967)
- Composer: Kalyanji Anandji
- Lyricist: Qamar Jalalabadi
- Actor: Manoj Kumar
- Actor: Asha Parekh
- Actor: Pran
- Actor: Prem Chopra
- Actor: Kamini Kaushal
- Actor: Kanhaiya Lal
- Actor: Madan Puri
- Actor: David
- Actor: Manmohan Krishan
- Actor: Sunder
- Actor: Asit Sen
- Actor: Mohan Choti
- Actor: Mahesh
- Actor: Manmohan
- Actor: Krishan Dhawan
- Actor: Tun Tun
- Actor: Birbal
- Actor: Aruna Irani
- Actor: Shammi
- Actor: Laxmi Chhaya
- Actor: Ram Mohan
- Actor: Gulshan Bawra
Song video
actor: Manoj Kumar, Pran, Saira Banu