Roman script

dishao savdhan hawao savdhan

chale yudh ki or aaj 

nar se nirash bhagwan

chale yudh ki or aaj 

nar se nirash bhagwan

dishao savdhan hawao savdhan

kaisi haye ghadi ye aayi

ladenge ab bhai se bhai

kaisi haye ghadi ye aayi

ladenge ab bhai se bhai

kabhi jagat me hua na jo

hoga wo ghamsaan

dishao savdhan hawao savdhan

agni baan chhutenge dhara par

dhum ketu tutenge dhara par

agni baan chhutenge dhara par

dhum ketu tutenge dhara par

udenge mastak girengi lashe

dhadhkenge maidan

dishao savdhan hawao savdhan

bas ab thodi si hai deri

bajne wali hai randheri

bas ab thodi si hai deri

bajne wali hai randheri

aaj dubayega manav ko

manav ka abhiman

dishao savdhan hawao savdhan

aaj yudh vikral machega

katha dhawansh ki kaal rachega

aaj yudh vikral machega

katha dhawansh ki kaal rachega

aaj aadmi ke mathe par hai sawar shaitan

dishao savdhan hawao savdhan

chale yudh ki or aaj 

nar se nirash bhagwan

dishao savdhan hawao savdhan

Explore this song