Roman script

din suhane, din suhane ye mausam bahar ka

din suhane ye mausam bahaar ka

dil ye chahe mai gau geet pyar ka

dil ye chahe mai gau geet pyar ka ho geet pyar ka

din suhane, ho din suhane ye mausam bahar ka

ye dhadkan ye masti ye halchal

ye dhadkan ye masti ye halchal

ye jawani pe khusiyon ka aachal

ye jawani pe khusiyo ka aachal

kahna kya jindagi ke singar ka

kahna kya jindagi ke singar ka mausam bahar ka

din suhane, din suhane ye mausam bahar ka

din suhane ye mausam bahar ka

ji ye chahe ke apna ho koi, ji ye chahe ke apna ho koi

nind me pyara sapna ho koi, nind me pyara sapna ho koi

or maja ho kisi ke intzar ka

or maja ho kisi ke intzar ka mausam bahar ka

din suhane, din suhane ye mausam bahar ka

din suhane ye mausam bahar ka

khil uthi dil ki khamosh kaliya

khil uthi dil ki khamosh kaliya

jagmagai gayi ummidon ki galiya

jagmagai gayi ummidon ki galiya

ye machalna dil-e-bekarar ka

ye machalna dil-e-bekarar ka mausam bahar ka

din suhane, din suhane ye mausam bahar ka

din suhane ye mausam bahar ka

dil ye chahe main gau geet pyar ka

dil ye chahe main gau geet pyar ka ho geet pyar ka

din suhane, ho din suhane ye mausam bahar ka

Explore this song