Roman script

holi hai

ho ji ho din holi ka aa gaya rang daalo

ho ji ho din holi ka aa gaya rang daalo

ho ji ho

ae dhim dhim dhima dhol baaje chhanke manjira

ho ji chhanke manjira holi hai

dhim dhim dhima dhol baaje chhanke manjira

ae thumak thumak naache meri preet adhira

meri preet adhira

ho ji ho

sanware ke dhum me jaise naache magan meera

ho ji ho din holi ka aa gaya rang daalo

ho ji ho din holi ka aa gaya rang daalo

ho ji ho

kahin ki ta rra kahin ki aur bajegi

kahin ki ta rra kahin ki aur bajegi

kahin ki ta rra ta rra ta rra hoye

laaj ki laali pe laga pyar ka gulal

laga pyar ka gulal

laaj ki laali pe laga pyar ka gulal

laal laal gaal bhaye aur laal laal

bhaye aur laal laal

ho ji ho

maare sharam ke hai gauri ka bura haal

ho ji ho din holi ka aa gaya rang daalo

ho ji ho din holi ka aa gaya rang daalo

ho ji ho

kahin ki ta rra kahin ki aur bajegi

kahin ki ta rra kahin ki aur bajegi

kahin ki ta rra ta rra ta rra hoye

maar pichkari koi bach ke na ja paye

koi bach ke na ja paye holi hai

maar pichkari koi bach ke na ja paye

aisa malo hoye hoye aisa malo

rang pure baras yaad aaye

pure baras yaad aaye

ho ji ho

do ghadi ka mel jane kaun kahan jaye

ho ji ho din holi ka aa gaya rang daalo

ho ji ho din holi ka aa gaya rang daalo

ho ji ho din holi ka aa gaya rang daalo

ho ji ho

Explore this song