Roman script

dilli se aaya bhai tingu dilli se aaya bhai tingu 
tingu ka bhai chingu aur uska bhai shingu shingu
dilli se aaya bhai tingu
tingu tha jara patla patla chingu tha jara chota chota
shingu tha jara mota mota
tino the pakke yaar yaar pakke yaar
tino the pakke yaar yaar pakke yaar
dhobhi darzi or luhaar
mare hai ding ding dingu
dilli se aaya bhai tingu
tino nikle maal road par 
matak matak kar chalte the
tino nikle maal road par 
matak matak kar chalte the
rama panv patak kar chalte the
rama panv patak kar chalte the
matak matak kar matak kar 
panv patak kar patak kar
hatho me dale hath phirte the sath sath
hatho me dale hath phirte the sath sath
gate the ye bat hindustan hamara hai 
ye sab duniya se nyaara hai
hindu musalim sikh isaai sab ki ankh ka tara hai
dilli se aaya bhai tingu dilli se aaya bhai tingu 
tingu ka bhai chingu aur uska bhai shingu shingu
dilli se aaya bhai tingu

Song details

Song video

Watch on YouTube