Roman script

bihar ki dharti ko mera salam

mera naam aamir ali sultan

dildar hain ham damdar hain hum

tez dhar ki talwar hain ham

bindas bhi ham bebaak bhi ham

karte dilon pe raaj bhi ham

khaabon ko karate aasmano ki sawar

ham hain bihari ham hain bihari

ham hain bihari ham hain bihari

kacche gharon mein pakke iraade

Ham hain banate ham hain banate

aasmano ki ye duriya  

ham hain ghatate ham hain ghatate

khud bhi badhe aur desh ko badhaye 

dil ki baaton ko dil mein naa chupaye

yahi baat apni hai sabpe bhari

ham hain bihari ham hain bihari

ham hain bihari ham hain bihari

bade gyan ka prakash hai ham mein

nalanda ka bhi hai maan

arey nalanda ka bhi hai maan

ang desh hai dharti meri 

yahan ke resham ka hai naam 

yahan ke resham ka hai naam

pehla rashtrapati hamse hi aaye

seene pe ashok chakra lehraaye

naa ham sau pe bhari

ham hai pyar ke pujari

ham hain bihari ham hain bihari

ham hain bihari ham hain bihari

dildar hain ham sawari ham hain bihari

Explore this song