Roman script
kya yahi pyar hai kya yahi pyar hai dil pe chhane laga hai nasha pyar ka dil pe chhane laga hai nasha pyar ka ab to aane lage hai maja pyar ka bekhudi chha gayi, bekhudi chha gayi aashiki aa gayi, kya yahi pyar hai dil jara tu bata dil pe chhane laga hai nasha pyar ka ab to aane lage hai maja pyar ka meri meri nazar mein jaadu, jaadu basa hai meri har ek ada ka tu hai, tu hai deewana he jaadu, jaadu to tera mujh pe mujhpe chala hai uske, uske asar se mai hu, mai hu deewana tu bata de jara, tu bata de jara ye tujhe kya hua kya yahi pyar hai dil jara tu bata dil pe chhane laga hai nasha pyar ka ab to aane lage hai maja pyar ka chanda chanda sa jaana tera, tera badan hai us pe uspe kayamat tera yuhi sharmana tera tera sanam ye kaisa, deewaanapan hai tune tune banaya yuhi kaisa afsana pal mein dil ye gaya, pal mein dil ye gaya kuch pata na chala, kya yahi pyar hai dil jara tu bata dil pe chhane laga hai nasha pyar ka ab to aane laga hai maja pyar ka lyrics typed by : ruchita parab.
Song details
- Singer: K. K.
- Singer: Sunidhi Chauhan
- Film / album: Kya Yehi Pyaar Hai (2002)
- Composer: Sajid Wajid
- Lyricist: Jaliis Rashid
- Actor: Jackie Shroff
- Actor: Aftab Shivdasani
- Actor: Amisha Patel
- Actor: Aashish Vidyarthi
- Actor: Anupama Varma
- Actor: Neena Kulkarni
- Actor: Snehal Dhabi
- Actor: Vrajesh Hirjee
- Actor: Sarfaraz Khan
- Actor: Atul Mathur
Song video
singer: K. K., Sunidhi Chauhan
actor: Aftab Shivdasani, Amisha Patel