Roman script

dil par sau sau baar chalaye naino waale tir ho 

is chhori ki dhoom machi hai kaabul aur kashmir ho 

kaabul aur kashmir ho 

dil par sau sau baar chalaye naino wale tir ho 

is chhori ki dhoom machi hai kaabul aur kashmir ho 

kaabul aur kashmir ho 

sakhi hamari nai naveli jaise baag mein khili chameli 

dekhe jisko bhar ke nazar wo 

dekhe jisko bhar ke nazar, wo ho jaaye dilgir wo 

is chhori ki dhoom machi hai kaabul aur kashmir ho 

kaabul aur kashmir ho 

sab duniya is par lalchaye par ye kisi ke hath na aaye 

haar gayi ab nain mila ke

haar gayi ab nain mila ke ishq bada beteer ho

is chhori ki dhoom machi hai kaabul aur kashmir ho 

kaabul aur kashmir ho 

dil par sau sau baar chalaye naino waale tir ho 

is chhori ki dhoom machi hai kaabul aur kashmir ho 

kaabul aur kashmir ho

Explore this song