Roman script

dil ne use man liya jiska andaz naya

sokh aanchal ke tale aashiya ban hi gaya aashiya ban hi gaya

dil ne use man liya jiska andaz naya

sokh aachal ke tale aasiya ban hi gaya aasiya ban hi gaya

unki aahkho ki chamak jaise heero ki damak

haye rangin ada hum to jayenge bahak

unki aahkho ki chamak jaise heero ki damak

haye rangin ada hum to jayenge bahak

hum to jayenge bahak

hune wo pyar kiya jiska andaz naya

sokh aachal ke tale aasiya ban hi gaya

aahsiya ban hi gaya dil ne use man liya 

koi taswir bani aaj takdir bani

julf chehre pe jhuki wohi janjir bani

koi taswir bani aaj takdir bani

julf chehre pe jhuki wohi janjir bani wohi janjir bani

dil se dil badh liya jiska andaz naya

sokh aachal ke tale aasiya ban hi gaya

aasiya ban hi gaya dil ne use man liya 

aake sapno me sada le gaye dil ko chura

hamne to dhund liya aanhko me kaid kiya

aake sapno me sada le gaye dil ko chura

hamne to dhund liya aanhko me kaid kiya aanhko me kaid kiya

dil ko di aisi saja jiska andaz naya

sokh aachal ke tale aasiya ban hi gaya aasiya ban hi gaya

dil ne use man liya jiska andaz naya

sokh aachal ke tale aasiya ban hi gaya aasiya ban hi gaya

Explore this song