Roman script
dil ne phir yaad kiya bark si leharaayi hai dil ne phir yaad kiya bark si leharaayi hai dil ne phir yaad kiya bark si leharaayi hai phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai dil ne phir yaad kiya wo bhi kya din the hamein dil me bithaya tha kabhi wo bhi kya din the hamein dil me bithaya tha kabhi aur has has ke gale tum ne lagaya tha kabhi khel hi khel me kyon jaan pe ban aayi hai phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai dil ne phir yaad kiya kya bataye tumhe hum shamma ki kismat kya hai kya bataye tumhe hum shamma ki kismat kya hai ghum me jalne ke siwa aur muhabbat kya hai ye wo gulshan hai ki jis me na bahaar aayi hai phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai dil ne phir yaad kiya hum wo parwane hain jo shamma ka dam bharte hain hum wo parwane hain jo shamma ka dam bharte hain husn ki aag me khamosh jala karte hain aah bhi nikle to pyar ki ruswayi hai phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai dil ne phir yaad kiya bark is leharayi hai dil ne phir yaad kiya
Song details
- Singer: Mohammed Rafi
- Singer: Mukesh
- Singer: Suman Kalyanpur
- Film / album: Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966)
- Composer: Sonik Omi
- Lyricist: G S Rawal
- Actor: Dharmendra
- Actor: Nutan
- Actor: Rehman
- Actor: I S Johar
- Actor: Jeevan Randhir
- Actor: Sunder
- Actor: Jeevan
- Actor: Srandhir
Song video
singer: Mohammed Rafi, Mukesh, Suman Kalyanpur
actor: Dharmendra, Nutan, Rehman