Roman script
dil me tujhe bithake, kar lungi mai band aankhe puja karungi teri, ho ke rahungi teri dil me tujhe bithake, kar lungi mai band aankhe puja karungi teri, ho ke rahungi teri mai hi mai dekhu tujhe piya aur na dekhe koi mai hi mai dekhu tujhe piya aur na dekhe koi ek pal bhi ye soch rahe na kis vidh milana hoi sabse tujhe bachake, kar dungi mai band aankhe puja karungi teri, ho ke rahungi teri na koi bandhan jagat ka koi pahara na divar na koi bandhan jagat ka koi pahara na divar koi na jane do divane ji bhar kar le pyar kadamo me tere aake, kar dungi mai band aankhe puja karnugi teri,ho ke rahungi teri tera hi mukh dekh ke piya rat ko mai so jau tera hi mukh dekh ke piya rat ko mai so jau bhor bhale jab aankh khule to tere hi darashan pau tujhako gale lagake, kar lungi mai band ankhe puja karungi teri, ho ke rahungi teri dil me tujhe bithake, kar lungi mai band aankhe puja karungi teri, ho ke rahungi teri
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Fakira (1976)
- Composer: Ravindra Jain
- Lyricist: Ravindra Jain
- Actor: Shashi Kapoor
- Actor: Shabana Azmi
- Actor: Danny Denzongpa
- Actor: Asrani
- Actor: Iftekhar
- Actor: Achla Sachdev
- Actor: Satyen Kappu
- Actor: Ramesh Deo
- Actor: Madan Puri
- Actor: Mukri
- Actor: Asit Sen
- Actor: Purnima Razi
- Actor: Ranjan
- Actor: Jagdish Raaj
- Actor: Rajan Haksar
- Actor: Jankidas
- Actor: Ram Avtar
- Actor: Birbal
- Actor: Moolchand
- Actor: Brahmachari
- Actor: Jugnu
- Actor: Master Rajesh Valecha
- Actor: Master Bittu
- Actor: Master Ravi
- Actor: Premji
- Actor: Prabhakar
- Actor: Aruna Irani
- Actor: Shetty
- Actor: Chaman Puri
- Actor: Aslam Khan
- Actor: Kushal Punjabi
- Actor: Master Ratan
- Actor: Shahid Bijnouri
- Actor: Prakash
- Actor: Sarvar Ahuja
Song video
actor: Shashi Kapoor, Shabana Azmi