Roman script

aaj prit ne tod diye  bandhan ki diwar 

har man ke prit se chala gaya sansar 

dil me sama gaye sajan phul khile chaman chaman  

pyar bhi muskura diya 

dil me sama gaye sajan phul khile chaman chaman 

pyar bhi muskura diya 

masti bhari hawa chali hasne lagi kali kali

tumse mujhe mila diya

masti bhari hawa chali hasne lagi kali kali

tumse mujhe mila diya 

dil me sama gaye sajan phul khile chaman chaman  

pyar bhi muskura diya 

aisa badal gaya sama badle zamino aasma 

aisa badal gaya sama badle zamino aasma 

chhod ke jag bana liya pyar me ek naya jaha

pyar me ek naya jaha

aayi ghataye jhumke nile gagan ko chumke

gam paresha mita diya

pahle koi khushi na thi dil ki klai khili na thi 

teere nazar chala na tha zindagi zindagi na thi 

tere kadam ki aahate ban gayi muskurahte

mera jaha basa diya

aayi rut bahar ki chhid gayi bat pyar ki  

aayi rut bahar ki chhid gayi bat pyar ki   

dil ne tadap tadap ke phir  tere liye pukar ki

tum kahi se aa gaye dhire se muskura gaye

dil ko pata bata ja

masti bhari hawa chali hasne lagi kali kali

tumse mujhe mila diya

dil me sama gaye sajan phul khile chaman chaman  

pyar bhi muskura diya 

gam ka nisha mita diya dil ko hansa hansa diya

Explore this song