Roman script

dil me jo bat hai vo hotho pe aayegi 

to tauba tauba tauba ho jayegi 

qayamat qayamat qayamat qayamat

qayamat qayamat qayamat qayamat

dil me jo bat hai vo hotho pe aayegi 

to tauba tauba tauba ho jayegi 

qayamat qayamat qayamat qayamat

qayamat qayamat qayamat qayamat

khushiya mubarak ho yaro ko 

samjho nazar ke isharo ko 

khushiya mubarak ho yaro ko 

samjho nazar ke isharo ko 

nichi nigahe jab meri uth jayegi 

to tauba tauba tauba ho jayegi 

qayamat qayamat qayamat qayamat

qayamat qayamat qayamat qayamat

phulo ke jab dil sulagte hai 

shabnam se shole nikalte hai 

phulo ke jab dil sulagte hai 

shabnam se shole nikalte hai 

abke bahar jab gulshan me aayegi 

to tauba tauba tauba ho jayegi 

qayamat qayamat qayamat qayamat

qayamat qayamat qayamat qayamat

yun log surat chhupate hai 

chehare pe chehara lagate hai 

yun log surat chhupate hai 

chehare pe chehara lagate hai 

rukh se hasina jo parda hatayegi

to tauba tauba tauba ho jayegi 

qayamat qayamat qayamat qayamat

qayamat qayamat qayamat qayamat

Explore this song