Roman script

dil me humare aag lagakar chale gaye 

apna hume banaya banakar chale gaye

dil me humare aag lagakar chale gaye 

apna hume banaya banakar chale gaye

kab aaye kab gaye 

hume bas itna yaad hai, itna yaad hai

thokar lagane aaye lagakar chale gaye 

apna hume banaya banakar chale gaye

dil me humare aag lagakar chale gaye 

apna hume banaya banakar chale gaye

samjhe the aayenge vo 

mohabbat ki roshni, mohabbat ki roshni

samjhe the aayenge vo 

mohabbat ki roshni, mohabbat ki roshni

ummid ka chirag bujhakar chale gaye

apna hume banaya  banakar chale gaye

dil me humare aag lagakar chale gaye 

apna hume banaya banakar chale gaye

Explore this song